Thursday 15 May 2014

SHASHI DIVYA APSARA SADHANA

Paryog Vidhi 

Ye Sadhana kisi bhi Friday to Friday ki hai keval 8 din ki hai.
Sadhana ke liy Shashi Divya Yantra or Apsara mala anuwariya hai.
Yeh Sadhana Raat me ki jati hai 10 baje ke bad Jagah ki koi pabandhi nahi hai kahi bhi kisi jagah par jakar kar sakte hai.
51 Mala, apsara mala se jap kar. Disha Utar ki or mukh kar ke sadhana kare.
Yantra ko kisi patar me gulab ke Flower par rakh kar puja kare or kesar ka tilak lagay.
Baya Hath se apne dahine hath pe shashi divya apsaray namah likh kar mantra ka jap kare. jab samne aay to aap apne man ki bat keh de.

Mantra 

                                 Om Hleem Aagchagach Shashi Divya Apsaray namah.


1 comment: